Ask Mufti Tariq Masood | 394th Session - Masail Ka Hal
Description
(0:00 ) Intro
(0:04 ) Mangni ke baad larki walon ki taraf se nikaah mein dair ho to?
(1:30 ) Jhoot ya mazaaq mein ijab-o-qubool se nikaah ka hukam?
(1:58 ) Hafiza maa, ghar ke kaamon ki wajah se Qur’an bhool jaye to?
(3:06 ) Walid sahab ke ehkaam ki hadain kya hain?
(5:05 ) KFC ka gosht haram hai?
(6:43 ) Walida ke kamray mein sona?
(7:07 ) Hazrat Ali (RA) ko “AS” kehna kaisa hai?
(10:04 ) Maa ki shadeed bad-dua ka asar?
(10:57 ) Love marriage mein maa ki rukawat ho to?
(12:31 ) Bank ke qarz par diya gaya sood ada karna lazim hai?
(13:13 ) Kheti-baari karte huay kapron par lagi mitti mein namaz ka hukam?
(13:25 ) Hardware business mein wholesale/retail par zakaat ka hukam?
(14:11 ) Zakaat ke paison ka hisaab kab se shuru hota hai?
(14:33 ) Gold par zakaat kis tareeke se di jaye?
(15:39 ) Hindu class fellow ki laayi hui mithai khana jaiz hai?
(15:48 ) Aise jumlay par tajdeed-e-imaan zaruri hoti hai?
(16:34 ) Aasmani kitaabon par imaan ka matlab kya hai?
(17:32 ) McDonald’s mein haram/halal gosht ek hi oil mein fry ho to?
(18:14 ) Doosri rakaat mein Surah Fatiha se pehle Bismillah parhna?
(18:32 ) Riyadh mein haram chicken ka masla kya hai?
(21:03 ) Namaz mein “Sami’Allahu liman hamidah” ke baad sahih alfaaz kya hain?
(21:17 ) Doosri shadi ke liye pehli biwi se ijazat lena zaruri hai?
(21:47 ) Qaza namazain parhne ka ye tareeqa theek hai?
(22:11 ) Arab mein sunnaton ko jamaat ke sath parhna kaisa hai?
(24:10 ) Esha ki zyada qaza namazon mein witr ka hukam?
(27:02 ) Mangni ke baad is tareeqe se nikaah karna jaiz hai?
(27:30 ) Virasat ka masla kya hai?
(28:48 ) Qur’an parhne ka isaal-e-sawab kisko aur kitna milta hai?
(29:30 ) Qur’an ka translation Arabic/Bengali mein — kya ye tilawat ke barabar hai?
(30:30 ) Sajda-e-Tilawat ke hawale se hadith? Video recording mein sajda wajib hota hai?
(31:26 ) Drop shipping ka sharai hukam kya hai?
(33:26 ) Haiz se paak hone ke baad sehri aur ghusl ka masla?
(34:14 ) Sotelay behan bhai ko zakaat dena jaiz hai?
(34:34 ) Bemar biwi ko agar shohar roza chhorne ka kahe to?
(35:49 ) Monetization ka aisa tareeqa halal hai ya haram?
(36:56 ) Aise shakhs ko “Hafiz” kehna jo Qur’an bhool gaya ho?
(37:23 ) Thakawat ya bemari ki wajah se sirf 8 taraweeh parhna jaiz hai?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.























